Monday, July 26, 2010

sagar ki tanhai mein palkon ki parchai mein

 dil ki gehrai mein lafzon ki ruswai mein 

tumhare hoton ke chupe howe alfazon mein 

dooba jo aashiyan to bas doobta gaya 

tujhe pane ki thi arzo tha

iss khawab mein jalta gaya mein

No comments:

Post a Comment