Monday, July 26, 2010

lafz dil mein hain hoton pe ate nahin 


kaisey samjaon tum ko yeh alfaz kuch samja pate nahin


kitni mohabbat karte hain hum aapko


kabhi bhi yeh sahi tara bata pate nahin


 aap mere dil ki chandni ban chuki ho 


3 words mein uss pyar ko sama pate nahin

No comments:

Post a Comment