Kagaz ke tukre jor kar hum ne tum ko dil diya duniya se mou mor kar bus tumhara sath diya phir bhi akele hain hum iss bari mehfil mein Mohabbat ka tu ne aisey humein mol diya
mere chup ho jane mein bhi pyar hai basa
har lamha tere manane ke intizar mein hai basa
samag bhi ja tu meri bechain darkanon ko
honton pe abhi bhi har waqt tere naam hi hai basa